मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना लिरिक्स

भजन को शेयर जरूर करें-:
मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना लिरिक्स, Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Baithana

मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना लिरिक्स

मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना,
बात हर एक के बस की नहीं है,
खेलना पड़ता है जिंदगी से,
आशिकी इतनी सस्ती नहीं है…

प्रेम मीरा ने मोहन से डाला,
उसको पीना पड़ा विष का प्याला,
जब तलक ममता जब तलक ममता,
जब तलक ममता है ज़िन्दगी से,
उसकी रहमत बरसती नहीं है,
मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना,
बात हर एक के बस की नहीं है…

तन पे संकट पड़े मन ये डोले,
लिपटे खम्बे से प्रह्लाद बोले,
पतितपावन पतितपावन,
पतितपावन प्रभु के बराबर,
कोई दुनियाँ में हस्ती नहीं है,
मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना,
बात हर एक के बस की नहीं है…

संत कहते हैं नागिन है माया,
इसने सारा जगत काट खाया,
श्याम का नाम श्याम का नाम,
श्याम का नाम है जिसके मन में,
उसको नागिन ये डसती नहीं है,
मन के मंदिर में प्रभु को बैठाना,
बात हर एक के बस की नहीं है…

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Baithana Lyrics in English

Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Baithana,
Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai,
Khelna Padta Hai Jindagi Se,
Bhakti Itni Bhi Sasti Nahin Hai,
Man Ke Mandir Mein Prabhu Ko Baithana,
Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai…

Prem Meera Ne Mohan Se Dala,
Usko Peena Pada Vish Ka Pyala,
Jab Talak Mamta Hai Zindagi Se,
Uski Rahmat Barasti Nahin Hai,
Man Ke Mandir, Mein Prabhu Ko Baithana,
Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai…

Tan Pe Sankat Pade Man Ye Dole,
Lipte Khambe Se Prahalad Bole,
Patit Pavan Prabhu Ke Barabar,
Koi Duniya Mein Hasti Nahin Hai,
Man Ke Mandir, Mein Prabhu Ko Baithana,
Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai…

Sant Kehte Hain Nagin Hai Maya,
Jisne Sara Jagat Kat Khaya,
Krishna Ka Naam Hai Jiske Man Mein,
Usko Nagin Ye Dasti Nahin Hai,
Man Ke Mandir, Mein Prabhu Ko Baithana,
Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai…

Man Ke Mandir, Mein Prabhu Ko Baithana,
Bat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai,
Khelana Padata Hai Jindagi Se,
Bhakti Itani Bhi Sasti Nahin Hai,
Man Ke Mandir, Mein Prabhu Ko Baithana,
Baat Har Ek Ke Bas Ki Nahin Hai…

कृष्ण भगवान के अन्य भजन (Krishna Bhajan Lyrics)
दुनिया ने जब रुलाया तूनेजब से तूने मुझे चरणों से
मुरली बाज रही मधुबन मेंमेरे घर भी आना ओ कान्हा
बसो मेरे नैनन में नंदलाललूट के ले गया दिल जिगर
कान्हा तेरे चरणों मेंमन चल वृन्दावन चलिए
Krishna Bhajan Video !

अन्य भजन के लिए लॉगिन करें – hindibhajanlyrics.in

भजन को शेयर जरूर करें-: